Showing posts with label Miss You. Show all posts
Showing posts with label Miss You. Show all posts

04 August 2014

wo laut aayenge


Unka wada hain ki wo laut aayenge,
Issi umeed par hum jiye jaayenge,
Ye intezaar b unhi ki tarah pyara hai,
Kr rhe the kr rhe hai or kiye jayenge

26 July 2014

bhool jate tumhe


Hamari rooh me na samaye hote to bhool jate tumhe
Itna kareeb na aaye hote to bhool jate tumhe.,
Ye kahtey hue ki mera talluk nahin tumse koyi,
Ankhon mein aansu na aaye hote to bhul jate tumhe.


29 June 2014

Fariyaad .....

Kafi waqt lagaa humein aap tak aane mein
Kafi fariyaad ki khuda se aap ko paane me,
Kabhi yeh dil todkar mat jaana,
Hmne umar laga di aap jeisa sanam pane me








Jise Khud Se Hi Nahin Furstein; 
Jise Khayal Apne Kamaal Ka; 
Useh Kya Khabar Mere Shaunq Ki; 
Useh Kya Pata Mere Haal Ka!





27 June 2014

क्या पता किधर जाऊँ ?

कभी बन के बूँद पानी की बादलों से गिरती हूँ ।
कांपती हूँ, डरती हूँ, यूं ही सहमी फिरती हूँ ।
क्या पता किधर जाऊँ ?
सोख ले मिझे माटी या नहर में घुल जाऊँ ।
काश! ऐसा भी हो कि सीप कोई खाली हो
एक बूँद बन के भी मोती में बदल जाऊँ !
हमने कब माँगा तुमसे , मेरी मोहब्बत का हिसाब 
दर्द वाली किस्तें देते रहो , मोहब्बत बढती जायेगी

25 June 2014

Jahan yaad na aaye teri,


Jahan yaad na aaye teri,
Woh tanhaai kis kaam ki.
Bigde rishte na bane,
To khudaai kis kaam ki.
Beshak apni manzil tak jana hai hamein,
Lekin jahaan se apne na dikhein,
Woh unchaai kis kaam ki!



Yeh bhi ek dua hai khuda se,
Kisi ka dil na dukhe hamari wajah se,
Aye khuda kar de kuchh aisi inaayat hum pe,
Ki khushiyan hi milein sabko hmari wjah se.










 Utha hua har hath dua ke liye nahi hota,
Jhuka hua har parda hawa ke liye nahi hota,
Apni galtiyon se bhi chirag bhuj jate hai aksar,
Kasoor hawa ka har baar nahi hota…

24 June 2014

Shama-E-Tamanna Jawaan Aaj Bhee Hain..

Shama-E-Tamanna Jawaan Aaj Bhee Hain
Her Hasrat Lekin Bezuban Aaj Bhee Hain


Manzilon Ko Nahi Naseeb Mere Kaafile To Kyaa
Rahon Pe Mere Kadmon Ke Nishaan Aaj Bhee Hain
Kucch Lamhe Jo Gujare Humne Unke Saath
To Phir Kabhi Khudse Baat Na Ho Sakii


Bewafa To Yeh Taqdeer Niklii
Ke Phir Kabhi Mulaqat Na Ho Sakii
Iss Se Pehle Ke Dilo Mein Nafrat Jaage
Aao Ek Shaam Mohabbat Mein Bita Di Jaye


Karke Kuch Mohabbat Ke Baate
Iss Shaam Ke Masti Badha Di Jaye

23 June 2014

Yaad Hai Mujhe Wo Pehli Mulakat...












Yaad Hai Mujhe Wo Pehli Mulakat,
Jaise Ho Barsat Ki Koi Raat,

Wo Tera Dhire Se Muskurana,
Mujhe Dekh Ke Yun Nazarein Churana,

Phir Mujhe Dekh Ke Yun Andekha Kar Jana,
Yaad Hai Mujhe Wo Tera Kareeb Anaa,

Phir Mujhse Dheere Se Ye Keh Jana,
Kyon Karte Ho Mujhse Itna Pyar,

Aur Har Lamha Kyo Karte Ho Mera Hi Intezar,
Aur Phir Mera Yun Keh Jana,

Zindagi Se Apni Karta Hoon Main Pyaar,
Is Liye Karta Hoon Main Har Lamha Tera Hi Intezar

29 March 2014

सुनो , वो वक़्त अब आ ही गया है ..

सुनो , वो वक़्त अब आ ही गया है ,
जिसे ना चाहती थी तुम ,और ना मैंने चाहा था .

मुझे मालूम है , ये वक़्त बिलकुल भी आसाँ नहीं होगा ,
बहुत मुश्किल से गुजरेगा , मुझे ये भी पता है ,
ऐसे वक़्त की खातिर  बनी हैं , कितनी ही रवायतें ,
आओ ना ,एक नयी रवायत , हम भी बना लेते हैं ,
फिर उसे  हम भी निभा लेते हैं ,

आओ ना , देख लें एक दूसरे को हम  जी भर के 
हमेशा से ज़रा सा और ज्यादा  और फिर ऐसा करते हैं ,
के या तो तुम चूमने दो मुझको तुम्हारी पलकें 
इतनी शिद्दत से  के वो छपने लगें मेरे होंठों पे 
या फिर चूम लो तुम  मेरी पलकें  इतनी शिद्दत से 
के जलने लगें  तुम्हारे होंठ..

सुनो , ये वक़्त ए रुखसत है , और हमें रस्ते बदलने हैं 

 

13 March 2014

Tum...

Tum haqikat e-ishq ho ya fareb meri ankho ka.....
Na dil se nikalte ho ,,,na zindgi me aate ho ....!!
Sab kuch mila,sukoon ki daulat na mili
Ek tujhko bhool jaane ki mohlat na mili
Karne to bohot kaam the apne liye
magar humko tere khayal se fursat na mili...




04 December 2013

I MISS U









U r the one who I always think,
I even see ur face everytime I blink.
I really don't know why am I acting like this,
All I know that it is u who I miss.






When I think about u, my eyes seemed to glow,
When I dream of u, I hoped for no tomorrow.
To be with u right now is what I've wished
`Coz it is really u whom my heart has missed.






I believe that we will be together sooner or later.
How I hope that the time and day will pass faster
So that I'll be with u and hug u tight,
And never let go of you with all my might.





COZ I REALLY MISS U