Luv hurts when u break up with someone,
Luv hurts even more when she breaks up with u,
but Luv hurts d most
when u not able to tell d the person whom u Love.
Ae Dost Itna To Yaad Kiya Hota,
Ek Pyaar Bhara Paigaam Bhej Diya Hota,
Kaise Jeete Hein Teri Yaad Mein,
Ek Baar Haal To Pooch Liya Hota.
Love hurts when you break up with some one.
Hurts even more when someone breaks up with you
But love hurts the most when the person,
you love has no idea how you feel.
Main dil ka ameer mukaddar ka garib tha.,
Mil k bichadna mera nasib tha,
Chah k bhi kuch na kar sake hum,
Ghar bhi jalta raha aur samandar bhi kareeb tha…………
Kabhi Himat to kabhi hosle se haar gaye,
hum badnasibi thy jo har kisi se haar gaye,
Ajib khel ka Medan hai ae duniya,
K jisko jit chuke the usi ko Haar gaye..
01 January 2012
Sapno ki tarah aakar chale gaye,
Apno ko bhulakar chal gaye,
Kis bhul ki saja di aapne hume,
Pahle hasaya fir rulakar chale gaye.
Broken is a star tonight
as tears rolled on to my cheeks
they whispered in my ears
let us take your pain away
broken is a little heart tonight.
Tanhai jub muqaddar mein likhi hai,
To kia shikayat apnon aur bayganon se,
Hum mit gaye jin ki chahat main,
Woh baaz nahin aatay hamain azmanay se
Aagar mere yaad aye to
ek Chand ko dekh lena
ye soch k nahi k kubsoorat hi kitna
ye soch kar k
hazaroon sitaron may tanha hai kitna
Dil Ki Dharkanoo Ko ik lamha saber nahi,
Shayd k us ko ab meri kader nahi,
Her safer mein mera kabhi hamsafer tha woh,
Ab safer to hai mager wo hamsafer nahi.
Aaj yeh tanhai ka ehsaas kuch hadd se zyada hai,
tere sang na hone ka malaal kuch hadd se zyada hai.
phir bhi kaat rahe yeh jiye jane ki saza yehi sochkar,
shayad is zindagani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai.
Apno ko bhulakar chal gaye,
Kis bhul ki saja di aapne hume,
Pahle hasaya fir rulakar chale gaye.
Broken is a star tonight
as tears rolled on to my cheeks
they whispered in my ears
let us take your pain away
broken is a little heart tonight.
Tanhai jub muqaddar mein likhi hai,
To kia shikayat apnon aur bayganon se,
Hum mit gaye jin ki chahat main,
Woh baaz nahin aatay hamain azmanay se
Aagar mere yaad aye to
ek Chand ko dekh lena
ye soch k nahi k kubsoorat hi kitna
ye soch kar k
hazaroon sitaron may tanha hai kitna
Dil Ki Dharkanoo Ko ik lamha saber nahi,
Shayd k us ko ab meri kader nahi,
Her safer mein mera kabhi hamsafer tha woh,
Ab safer to hai mager wo hamsafer nahi.
Aaj yeh tanhai ka ehsaas kuch hadd se zyada hai,
tere sang na hone ka malaal kuch hadd se zyada hai.
phir bhi kaat rahe yeh jiye jane ki saza yehi sochkar,
shayad is zindagani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai.
Labels:
Sad
Ajab si bekarari hai
Din bhi bhaari tha raat bhi bhaari hai
Agar mera dil todna hai to shauq se todiye
Kyonki cheez ye hamari nahi tumhari hai.
Na Ye Arzo He K Kisi Ko Bhulaen Hum,
Na Ye Tamana He K Kisi Ko Rulaen Hum,
Bus Etni dua He Apne RAB Se,
Jisko Jitna Yad Kren Usay Utna Yad Aaen Hum..
Pyar jab milta nhi tu hota kyon he?
Agr khuwbo me wo aye tu insan sota kyon he?
Jab yehi pyar ankhon k samne kisi aur ka hojaye,
Tu ye dil itna rota kyon he?
Zindgi guzar jaygi Ahista ahista..
Kabi rulygi kabi hnsay gi Ahista ahista..
Tum hame yad rakho ge kuch Saalon tk.
phir ye yad b mit jaygi Ahista ahista!
Us K hotay b Tanhai Mili Hai.
Wafa Kar k B Bewafai Mili Hai.
Jitni Dua Ki Usay Panay Ki.
Us se Ziyada uski Judai Mili hai.
Din bhi bhaari tha raat bhi bhaari hai
Agar mera dil todna hai to shauq se todiye
Kyonki cheez ye hamari nahi tumhari hai.
Na Ye Arzo He K Kisi Ko Bhulaen Hum,
Na Ye Tamana He K Kisi Ko Rulaen Hum,
Bus Etni dua He Apne RAB Se,
Jisko Jitna Yad Kren Usay Utna Yad Aaen Hum..
Pyar jab milta nhi tu hota kyon he?
Agr khuwbo me wo aye tu insan sota kyon he?
Jab yehi pyar ankhon k samne kisi aur ka hojaye,
Tu ye dil itna rota kyon he?
Zindgi guzar jaygi Ahista ahista..
Kabi rulygi kabi hnsay gi Ahista ahista..
Tum hame yad rakho ge kuch Saalon tk.
phir ye yad b mit jaygi Ahista ahista!
Us K hotay b Tanhai Mili Hai.
Wafa Kar k B Bewafai Mili Hai.
Jitni Dua Ki Usay Panay Ki.
Us se Ziyada uski Judai Mili hai.
Labels:
Sad
03 October 2011
Labon pe phool.....
Labon pe phool khiltay hain
kisi ke naam se pahle
dilon ke deep jalte hain
charagh-e shaam se pahle
kabhi manzar badalne par
bhi qissa chal nahin pata
kahani khatam hoti hai kabhi
anjaam se pahle
yahi taare tumhaari aankh ki
chilman mein rehte the
yahi sooraj nikalta thaa
tumhare baam se pahle
hui hai shaam jungle main
parinde laut.te honge
ab in ko kis tarah rokain
nawaah-e-daam se pahle
ya saare rang murdaa the
tumhaari shakl banne tak
ya saare harf muhmal the
tumhaare naam se pahle
huaa hai wo agar munsif tou
Amjad ihtiyataN ham
sazaa tasleem karte hain
kisi ilzam se pahle
Labels:
Sad
Subscribe to:
Posts (Atom)