25 June 2014

Musafir



MuSaFiR Hu dOsTo,yAaDo sE BhI ChLa jAuNgA..
ThAnHa aAyA ThA Is dUnIyA MaIn,tHaNhA Hi cHlA JaUnGa..
ZiNdGi hAi mErI TiNkAa…
hWaA Ka rUkH KhA MuJe lE JaYeGa..
RaKhEgA MuJe dOsTo kE PaAs yAa…
kIsI KbR MaIn dHfNa dIyA JaYeGa..
SoChTa hU KhUsIyO Ka kHaJnA LeKe jAaU..
MuSaFiR Hu mUsAfIr kI TrA JaU..
hAr eK BuNd kI TrA,
SaFaR TaY KaRtE HuE..
sAgAr mAiN MiL JaAu..
PrAm rAsH LeKaR Us pReAm kE SaGaR MaIn dUb jAaU..
mUsAfIr hU MuSaFiRo kI ThRa cHlA JaAu..
jB KoI TuT Ta hAi tArA AaSmAiN Se,
dUaAo kA KhJaNa mAaNg lEtA Hu..
kHuS RaKhNa mErE DoStO Ko,
kHuShIyO Ka jHa hI MaNg lEtA Hu,
DoStO Na RaHu mAiN,KoI AfSoS NaHi…
KyUkI mUsAfIrO Ka bHi tO KoI GhAr nAi…
mUsAfIrO Ka bHi tO KoI GhAr nAhI

Jahan yaad na aaye teri,


Jahan yaad na aaye teri,
Woh tanhaai kis kaam ki.
Bigde rishte na bane,
To khudaai kis kaam ki.
Beshak apni manzil tak jana hai hamein,
Lekin jahaan se apne na dikhein,
Woh unchaai kis kaam ki!



Yeh bhi ek dua hai khuda se,
Kisi ka dil na dukhe hamari wajah se,
Aye khuda kar de kuchh aisi inaayat hum pe,
Ki khushiyan hi milein sabko hmari wjah se.










 Utha hua har hath dua ke liye nahi hota,
Jhuka hua har parda hawa ke liye nahi hota,
Apni galtiyon se bhi chirag bhuj jate hai aksar,
Kasoor hawa ka har baar nahi hota…