Khamosh raat ki pehhlu mein sitare na hote,
In rookhi aankhon mein rangeen najare naa hote,
Hum bhi na karte parwa aap ki,
Agar aap itne pyare na hote…
Taqdir likhne wale ek ehsan karde,
Mere dost ki taqdir mei ek aur muskan likhde,
Na mile kabi dard unko,
Tu chahe to uski kismet mei meri jaan likhde…
Hum kabhi apno se khafa ho nahi sakte,
Pyar ke rishte bewafa ho nahi sakte,
Aap bhale hamei bhulke so jao,
Hum aapko yaad kiye bina reh nahi sakte…
Humse pucho kya hota hai pal pal bitana,
Bahut mushkil hota hai dil ko samjana,
Yaar zindagi tih beet jayengi,
Bus mushkil hota hai kuch logo ko bhul pana…
Mushkilon mei jeena nahi chahate,
Door tumse ho kar ab rehna nahi chahate,
Yun toh dost bahut bane is zindagi mei par,
Aap jasie dost ko khona nahi chahate…
Yaaadon mei hamari woh bhi khoye honge,
Khuli aankhon se kabhi woh bhi soye honge,
Mana hasna hai aada gam chupane ki,
Par haste haste kabhi woh bhi roye honge…
In rookhi aankhon mein rangeen najare naa hote,
Hum bhi na karte parwa aap ki,
Agar aap itne pyare na hote…
Tazi hawa mei phulo ki mahak ho,
Pehli kiran mei chidiyo ki chahk ho,
Jab bhi kholo aap apni palke,
Un palko mei bus khushiyo ki zalak ho…