23 July 2014

Movie - Ek Villian - Lyrics

Teri Galliyan...

Yahin Doobe Din Mere
Yahin Hote Hai Savere Eeeee
Yahin Marna Aur Jeena
Yahin Mandir Aur Madeena Aaaaa

Yahin Doobe Din Mere
Yahin Hote Hai Savere Eeeee
Yahin Marna Aur Jeena
Yahin Mandir Aur Madeena Aaaaa

Teri Galliyan Galliyan
Teri Galliyan
Mujhko Bhaave Galliyan
Teri Galliyan

Teri Galliyan Galliyan
Teri Galliyan
Yunhi Tadpaave Galliyan
Teri Galliyan


Tu Meri
Neendo Mein Sota Hai
Tu Mere
Ashkon Mein Rota Hai

Sargoshi
Si Hai Khayalon Mein
Tu Na Ho
Phir Bhi Tu Hota Hai

Hai Silaa Tu Mere
Dard Ka
Mere Dil Ki Duaayein Hain

Teri Galliyan Galliyan
Teri Galliyan
Mujhko Bhaave Galliyan
Teri Galliyan

Teri Galliyan Galliyan
Teri Galliyan
Yunhi Tadpaave Galliyan
Teri Galliyan

Kaisa Hai Rista Tera Mera
Bechera Phir Bhi Kitna Gehra
Yeh Lamhe Lamhein Yeh Resham Se
Kho Jaye Kho Na Jaye Humse

Kafila Aaaaaa
Waqt Ka Aaaaaa
Rok Le
Aab Dil Se Juda Na Ho

Teri Galliyan Galliyan
Teri Galliyan
Mujhko Bhaave Galliyan
Teri Galliyan

Teri Galliyan Galliyan
Teri Galliyan
Yunhi Tadpaave Galliyan
Teri Galliyan

Banjaara....
Jise Zindagi Dhoondh Rahi Hai
Kya Yeh Woh Mukaam Mera Hai
Yahan Chain Se Bas Ruk Jaun
Kyun Dil Yeh Mujhe Kehta Hai
Zazbaat Naye Se Mile Hai
Jane Kya Asar Yeh Hua Hai
Ek Aas Mili Phir Mujko
Jo Kubul Kisi Ne Kiya Hai


Haan Kisi Shayar Ki Ghazal
Jo De Rooh Ko Sukoon Ke Pal
Koi Mujhko
Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar

Be Mausam Ki Sehar
Ya Sard Mein Dopehar
Koi Mujhko
Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar

Hmmm Mmm

Jaise Koi Kinara
Deta Ho Sahara
Mujhe Woh Mila
Kisi Mod Per

Koi Raat Ka Taara
Karta Ho Ujalaa
Waise Hi Roshan Kare
Woh Sehar

Dard Mere Woh Bhula Hi Gaya
Kuch Aisa Asar Hua

Jeena Mujhe Phir Se Woh Sikha Raha

Hmm

Jaise Baarish Kar De Tar
Ya Marham Dard Par
Koi Mujhko Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar

Be Mausam Ki Sehar
Ya Sard Mein Dopehar
Koi Mujhko
Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar

Muskata Yeh Chehra
Deta Hai Jo Phera
Jane Kya Chupata Dil Ka Samundar
Auro Ko Hardam Saya Deta Hai
Woh Dhoop Mein Hai Khada Khud Magar
Chot Lagi Hai Use Phir Kyun Mehsus Mujhe Ho Raha
Dil Tu Bata De Iraada Tera

Mein Parinda Besabar
Tha Uda Jo Dar Badar
Koi Mujhko Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar


Be Mausam Ki Sehar
Ya Sard Mein Dopehar
Koi Mujhko
Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar

Koi Mujhko Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar
Jaise Banjaare Ko Ghar
Jaise Banjaare Ko Ghar
Jaise Banjaare Ko Ghar
Awari...
Teri Baahon Mein Jo Sakoon Tha Mila
Main Dhoonda Bahut Tha
Phir Na Mila

Duniya Chhuna Chahe Mujhko Yun
Jaise Unki Saari Ki Saari Main

Duniya Dekhe Roop Mera
Koi Na Jaane Bechari Main

Haaye
Tooti Saari Ki Saari Main
Tere Ishq Mein Hui Awari Main

Haaye
Tooti Saari Ki Saari Main
Tere Ishq Mein Hui Awari Main

Koi Shaam Bulaye
Koi Daam Lagaye
Main Bhi Upar Se Hansti
Par Andar Se Haaye

Kyun Dard Chupaye Baithi Hai
Kyun Tu Mujhse Kehti Hai

Main To Khud Hi Bikhra Huaa

Haaye
Andar Andar Se Toota Main
Tere Ishq Mein Khud Hi Se Rootha Main

Haaye
Andar Andar Se Toota Main
Tere Ishq Mein Khud Hi Se Rootha Main

Main Jee Bharke Ro Loon
Teri Baahon Mein So Loon

Aa Phir Se Mujhe Mill
Main Tujhse Yeh Bolun

Tu Anmol Thi
Pal Pal Bolti Thi
Aisi Chup Tu Laga Ke Gayi
Saari Khushiyaan Kha Ke Gayi

Haaye
Andar Andar Se Toota Main
Tere Ishq Mein Khud Hi Se Rootha Main
Haaye
Teri Hoon Saari Ki Saari Main
Ho
Tere Liye Na Saari Main
Humdard....
Pal, Do Pal,
Ki Hi Kyun Hai Zindagi
Iss, Pyaar, Ko Hai
Sadiyaan Kaafi Nahi

To Khuda Se Maang Loon
Mohalat Main Ek Nayi
Rehna Hai Bas Yahaan
Ab Door Tujhse Jaana Nahi

Jo Tu Mera Humdard Hai
Jo Tu Mera Humdard Hai
Suhaana Har Dard Hai
Jo Tu Mera Humdard Hai

Teri Muskurahatein Hain
Taaqat Meri
Mujhko Inhi Se
Ummeed Mili
Chaahe Kare Koi Sitam Yeh Jahaan

Inme Hi Hai Sada Hifaazat Meri
Zindagani Badi
Khoobsurat Hui
Jannat Ab Aur Kya Hogi Kahin

Jo Tu Mera Humdard Hai
Jo Tu Mera Humdard Hai
Suhaana Har Dard Hai
Jo Tu Mera Humdard Hai


Teri Dhadkano Se Hai
Zindagi Meri
Khwahishein Teri
Ab Duaaein Meri
Kitna Anokha
Bandhan Hai Yeh
Teri Meri Jaan Jo Ek Hui

Loutunga Yahaan
Tere Paas Main Haan
Waada Hai Mera
Mar Bhi Jaaun Kahin

Jo Tu Mera Humdard Hai
Jo Tu Mera Humdard Hai
Suhaana Har Dard Hai
Jo Tu Mera Humdard Hai
Hmmm
Humdard Hai
Hmmm
Humdard Hai
Hmmm
Humdard Hai
Zaroorat...
Ye Dil Tanha Kyun Rahe
Kyun Hum Tukadon Mein Jiyein

Ye Dil Tanha Kyun Rahe
Kyun Hum Tukadon Mein Jiyein

Kyun Rooh
Meri Yeh Sahe

Main Adhoora
Jee Raha Hoon
Hardum Yeh
Keh Raha Hoon

Mujhe Teri Zaroorat Hai
Mujhe Teri Zaroorat Hai

Mujhe Teri Zaroorat Hai

Ye Dil Tanha Kyun Rahe
Kyun Hum Tukadon Mein Jiyein

Ye Dil Tanha Kyun Rahe
Kyun Hum Tukadon Mein Jiyein

Kyun Rooh
Meri Yeh Sahe

Main Adhoora
Jee Raha Hoon
Hardum Yeh
Keh Raha Hoon

Andheron Se Tha
Mera Rishta Bada
Tune Hi Ujaalon Se Vaaqif Kiya
Ab Lauta Main Hoon
Inn Andheron Mein Phir
Toh Paaya Khud Ko
Begaana Yahaan

Tanhaayi Bhi Mujhse
Khafaa Ho Gayi
Banjaron Ne Bhi Thukra Diya

Main Adhoora
Jee Raha Hoon
Khud Per Hi
Ek Saza Hoon

Mujhe Teri Zaroorat Hai
Mujhe Teri Zaroorat Hai


Hmm
Tere Jism Ki
Woh Kushbhuyien
Abb Bhi In Saanson Mein Zinda Hai
Mujhe Ho Rahi Inse Ghutan
Mere Gale Ka Yeh Fanda Hai
Oo
Teri Chudiyon Ki Woh Khanak
Yahdon Ke Kamre Mein Gooonje Hai
Sankare Se Aata Hai Yaad
Haathon Mein Mere Zanjeerein Hai
Tu Hi Aake Inko Nikal Zara
Kar Mujhe Yahan Se Rihaa

Main Adhoora
Jee Raha Hoon
Yeh Sadayein
De Raha Hoon

Mujhe Teri Zaroorat Hai
Mujhe Teri Zaroorat Hai

Mujhe Teri Zaroorat Hai